Pehli Baar Mohabbat
MS

Pehli Baar Mohabbat کے بول

دورانیہ5:27
اصل زبانMS
مناظر428
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

MS
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Thode bheege bheege se thode nam hai hum, Kal se soye voye bhi to kam hai hum. Thode bheege bheege se thode nam hai hum, Kal se soye voye bhi to kam hai hum. Dil ne kaisi harkat ki hai, Pehli baar mohabbat ki hai, Aakhiri baar mohabbat ki hai, Pehli baar mohabbat ki hai, Aakhiri baar mohabbat ki hai… Aankhein doobi doobi si surmayee madham, Jheelen paani paani hai bass tum aur hum, Hmmm baat badi hairat ki hai, [Pehli baar mohabbat ki hai, Aakhiri baar mohabbat ki hai] - 2 times Hmmm khawab ke bhoj se, kapkapati hui, Halki palkein teri yaad aata hai sab, Tujhe gudgudana… satana yuhi sote hue, Gaal pe teepna… meechna bewajah besabab. Yaad hai peepal ke jiske ghane saaye the, Hum ne gilehri jhoothe matter khaaye the, Yeh barqat unn hazrat ki hai. [Pehli baar mohabbat ki hai, Aakhiri baar mohabbat ki hai] - 2 times Hooo..hoooo…….hoooo…

Kaminey کے مزید گیت

Kaminey →

متعلقہ بول