Jaa Mujhe Na Ab Yaad Aa
FI

Jaa Mujhe Na Ab Yaad Aa کے بول

صنفWorld Music
دورانیہ4:59
اصل زبانFI
مناظر608
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

FI
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Khaali ghar ki deevaaron pe sheeshe ki tasveeren hain Main ye tod ke rakh doonga ye yaadon ki zanjeeren hain Jaa jaa jaa mujhe na ab yaad aa Mujhe bhool jaane de jaane de Jaa jaa jaa mujhe na ... Mere labon pe ye kahaani kyon rahe Tu na rahi teri nishaani kyon rahe Ye jawaani kyon rahe zindagaani kyon rahe Jaa jaa jaa mujhe na ... Ujada mahal ye veeraanon ki tarah Isamein phiroon main deevaanon ki tarah Anjaanon ki tarah begaanon ki tarah Jaa jaa jaa mujhe na ...

Kishore Kumar کے مزید گیت

Kishore Kumar →

متعلقہ بول