Tere Chehre Se Nazar Nahin
SQ

Tere Chehre Se Nazar Nahin کے بول

صنفWorld Music
دورانیہ4:52
اصل زبانSQ
مناظر412
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

SQ
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Tere chehre se nazar nahin hat ti Nazaare hum kya dekhen Tujhe milke bhi pyaas nahin ghat ti Nazaare hum kya dekhen Pighle badan teri tapti nigaahon se Sholon ki aanch aaye barfili raahon se Lage kadmonse aag lipat ti Nazaare hum kya dekhen... Rangon ki barkha hai khushboo ka saath hai Kisko pataa hai ab din hai ke raat hai Lage duniya hi aaj simat ti Nazaare hum kya dekhen... Palkon pe failaa teri palkon ka saaya hai Chehre mein tere mera chehra chhupaya hai Tere jalwon ki chhund nahin chhat ti Nazaare hum kya dekhen...

Kishore Kumar کے مزید گیت

Kishore Kumar →

متعلقہ بول