Dil Ibaadat
हिन्दी

Dil Ibaadat کے بول

صنفWorld Music
دورانیہ3:52
اصل زبانहिन्दी
مناظر904
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

HI
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Dil ibadat kar raha hai Dhadkanein meri Sun Tujhko main kar loon haasil Lagi hai yahi dhun Zindagi ki shaakh se loon Kuchh haseen pal main chun Tujhko main kar loon haasil Lagi hai yahi dhun Dil ibadat kar raha hai Dhadkanein meri Sun Tujhko main kar loon haasil Lagi hai yahi dhun Zindagi ki shaakh se loon Kuchh haseen pal main chun Tujhko main kar loon haasil Lagi hai yahi dhun Jo bhi jitne pal jiyun Unhein tere sang jiyun Jo bhi kal ho ab mera Use tere sang jiyun Jo bhi saansein main bharun Unhein tere sang bharun Chahe jo ho rasta Use tere sang chalun Dil ibadat kar raha hai Dhadkanein meri Sun Tujhko main kar loon haasil Lagi hai yahi dhun Mujhko de tu mit jaane Ab khud se dil mil jaane Kyun hai yeh itna fasla Lamhe yeh phir na aane Inko tu na le jaane Tu mujhpe khud ko de luta Tujhe tujhse tod loon Kahin khud se jod loon Mere jism-o-jaan main aa Teri khusboo odh loon Jo bhi saansein main bharun Unhein tere sang bharun Chahe jo ho rasta Use tere sang chalun Dil ibadat kar raha hai Dhadkanein meri Sun Tujhko main kar loon haasil Lagi hai yahi dhun Baahon main de bas jaane Seene mein de chhup jaane Tujh bin main jaunga kahan Tujhse hi mujhko paane Yaadon ke woh nazrane Ek jin pe hak ho bas mera Teri yaadon main rahun Tere khwaabon main jagun Mujhe doondhe jab koyi Teri aankhon main milun Jo bhi saansein main bharun Unhein tere sang bharun Chahe jo ho rasta Use tere sang chalun Dil ibadat kar raha hai Dhadkanein meri Sun Tujhko main kar loon haasil Lagi hai yahi dhun

kk کے مزید گیت

kk →

متعلقہ بول