Ek Raat Mein Do Do Chand Khile
MS

Ek Raat Mein Do Do Chand Khile کے بول

صنفInstrumental
دورانیہ3:21
اصل زبانMS
مناظر1.5K
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

MS
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Ek Raat Mein Do Do Chand Khile Ek Ghoonghat Mein, Ek Badli Mein Apni Apni Manzil Se Mile Ek Ghoonghat Mein Ek Badli Mein Badli Ka Woh Chand To Sabka Hai Ghoonghat Ka Woh Chand To Apna Hai Mujhe Chand Samajhne Wale Bata Yeh Sach Hai Ya Sapna Hai Ek Raat Mein Do Do Chand Khile... Maloom Nahin Do Anjaane Raahi Kaise Mil Jaate Hain Phoolon Ko Agar Khilna Ho Veeraane Mein Bhi Khil Jaate Hain Ek Raat Mein Do Do Chand Khile...

Lata Mangeshkar کے مزید گیت

Lata Mangeshkar →

متعلقہ بول