Ganga Ki Lehre
MS

Ganga Ki Lehre کے بول

صنفInstrumental
دورانیہ3:55
اصل زبانMS
مناظر1.7K
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

MS
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Lata :Aaaaaaaaaa........... Kishore:Machalti hui hawa mein chham chham... Hamare sang sang chalein Ganga ki laharein Lata :O' Jamaane se kaho,Akele nahin hum, Hamare sang sang chalein Ganga ki laharein Kishore:Saath diya hai,in laheron ne jab sabne moonh pher liya. Lata :Aur kabhi jab gum ki dhalti... dhoop ne hamko gher liya, to inke hi charnon mein jhuk gaye hum Kishore:Machalti hui hawa mein chham chham... Hamare sang sang chalein Ganga ki laharein Lata :O' Jamaane se kaho,Akele nahin hum, Hamare sang sang chalein Ganga ki laharein Kishore:Hariyali si chha jaati hai, raah mein inke aanchl ki... Lata :Sar ko jhuka ke naam lo inka, Ye to hain shakti nirbal ki... Himalaya ne bhi choome hain inke kadam Aaaaaaaaaaaaaa.....

Lata Mangeshkar کے مزید گیت

Lata Mangeshkar →

متعلقہ بول