Ham Toh Tere Aashiq Hain
SQ

Ham Toh Tere Aashiq Hain کے بول

صنفInstrumental
دورانیہ5:58
اصل زبانSQ
مناظر881
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

SQ
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
ham to tere aashiq hain sadiyon puraane chaahe tu maane chaahe na maane ham bhi zamaane se hain tere deewane chaahe tu maane chaahe na maane aayi hain yu pyaar se jawaaniyaa ramaan dil mein hai dil mushkil mein hai jaan-e-tamanna tere isi pyaar ki kahaaniya har mehfil mein hain sabke dil mein hain jaan-e-tamanna chhedate hain sab mujhko apne begaane chaahe tu maane ... socho mohabbat mein kabhi haath se daaman chhoote to do dil roothe to to phir kya ho aaisa na ho kaash kabhi pyaar mein vaade toote to do dil roothe to to phir kya ho ham to chale aaye sanam tujhko manaane chaahe tu maane ... mast nigaahon se is dil ko mast banaaye ja aur pilaaye ja pyaar ke saagar dil pe bade shauk se sitamagar thes lagaaye ja teer chalaaye ja yaad rahe par teer kabhi ban jaate hain khud nishaane chaahe tu maane ...

Lata Mangeshkar کے مزید گیت

Lata Mangeshkar →

متعلقہ بول