Jhilmil Sitaron Ka
MS

Jhilmil Sitaron Ka کے بول

صنفInstrumental
دورانیہ4:13
اصل زبانMS
مناظر2.8K
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

MS
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Jhilmil Sitaron Ka Aangan Hoga Rimjhim Barasta Sawan Hoga Aisa Sunder Sapna Apna Jeevan Hoga Prem Ki Gali Mein Ek Chota Sa Ghar Banayenge Kaliyan Na Mile Na Sahi Kaaton Se Sajayenge Bagiya Se Sunder Woh Ban Hoga Rimjhim Barasta Sawan Hoga Teri Aankhon Se Saara Sansar Mein Dekhoongi Dekhoongi Is Paar Ya Us Paar Mein Dekhoongi Nainon Ko Tera Hi Darshan Hoga Rimjhim Barasta Sawan Hoga Phir To Mast Hawaon Ke Hum Jhonke Ban Jayenge Naina Sunder Sapnon Ke Jharonkhe Ban Jayenge Man Aashaon Ka Darpan Hoga Rimjhim Barasta Sawan Hoga

Lata Mangeshkar کے مزید گیت

Lata Mangeshkar →

متعلقہ بول