Kabhi Kabhi Aaisa Bhi Toh
MS

Kabhi Kabhi Aaisa Bhi Toh کے بول

صنفInstrumental
دورانیہ3:30
اصل زبانMS
مناظر432
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

MS
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
(ho kabhi kabhi aaisa bhi toh hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein) - 2 kabhi kabhi aaisa bhi toh (kisko pata tha chaandani jaayegi ho kaali ghata chhayegi) - 2 thandi puhaar hamein paas paas laayegi hmmm baat ban jaayegi dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi mein ho kabhi kabhi aaisa bhi toh hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aaisa bhi toh neendiya ke baadal ghir ghir aaye hai o aankhon pe chhaye hai o rang bhare sapanon ko sang sang laaye hai jaal bichhaye hai pyar ki khusbhu mehak rahi hai saanson ki raagani mein (ho kabhi kabhi aaisa bhi toh hota hai zidnagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein) - 2

Lata Mangeshkar کے مزید گیت

Lata Mangeshkar →

متعلقہ بول