Kahe Jhoom Jhoom Raat Yeh Suhani
SQ

Kahe Jhoom Jhoom Raat Yeh Suhani کے بول

صنفInstrumental
دورانیہ4:02
اصل زبانSQ
مناظر1.9K
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

SQ
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Kahe jhoom jhoom raat yeh suhani -2 Piya hole se chhedo dobaara Wahin kal ki rasili kahani Kahe jhoom jhoom raat yeh suhani Piya hole se chhedo dobaara Wahin kal ki rasili kahani Kahe jhoom jhoom raat yeh suhani Sun ke jise dil mera dhadkan -2 Laaj ke sar se aanchal sarka Raat ne aisa jaadu phera Aur hi nikla rang saher ka Kahe jhoom jhoom raat yeh suhani Piya hole se chhedo dobaara Wahin kal ki rasili kahani Kahe jhoom jhoom raat yeh suhani Masti bhari yeh khamoshi -2 Chup hoon khadi dekho main khoyi si Dekh rehi hoon main ek sapna Kuch jaagi si kuchh soyi si Kahe jhoom jhoom raat yeh suhani Piya hole se chhedo dobaara Wahin kal ki rasili kahani Kahe jhoom jhoom raat yeh suhani Tan bhi tumhaara man bhi tumhaara -2 Tumse hi baalam jag ujiyaara Rom rom mera aaj manaye Chhoote khabi na saath hamaara Kahe jhoom jhoom raat yeh suhani Piya hole se chhedo dobaara Wahin kal ki rasili kahani Kahe jhoom jhoom raat yeh suhani

Lata Mangeshkar کے مزید گیت

Lata Mangeshkar →

متعلقہ بول