Mere Khwabon Mein
हिन्दी

Mere Khwabon Mein کے بول

صنفInstrumental
دورانیہ3:58
اصل زبانहिन्दी
مناظر2.3K
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

HI
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
mere khwabon mein jo aaye aa ke mujhe chhed jaaye mere khwabon mein jo aaye aa ke mujhe chhed jaaye usse kaho kabhi samne to aaye mere khwabon mein jo aaye aa ke mujhe chhed jaaye usse kaho kabhi samne to aaye mere khwabon mein jo aaye kaisa hai, kaun hai, woh jaane kahan hai ho kaisa hai, kaun hai, woh jaane kahan hai jiske liye mere hothon pe haan hai apna hai ya beghana hai woh sach hai ya koyi afsana hai woh dekhe ghoor ghoor ke yoon hi door door se usse kaho meri neend na churaye mere khwabon mein jo aaye aa ke mujhe chhed jaaye usse kaho kabhi samne to aaye mere khwabon mein jo aaye jaadu sa jaise koyi chalne laga hai ho jaadu sa jaise koyi chalne laga hai main kya karoon dil machalne laga hai tera deewana hoon kehta hai woh chhup chhup ke phir kyun rehta hai woh kar baitha bhool woh, le aaya phool woh usse kaho jaaye chaand le ke aaye mere khwabon mein jo aaye aa ke mujhe chhed jaaye mere khwabon mein jo aaye aa ke mujhe chhed jaaye usse kaho kabhi samne to aaye

Lata Mangeshkar کے مزید گیت

Lata Mangeshkar →

متعلقہ بول