Badi Door Se Aaye Hain
Deutsch

Badi Door Se Aaye Hain کے بول

صنفWorld Music
دورانیہ4:20
اصل زبانDeutsch
مناظر149
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

DE
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Badi door se aaye hain, Pyaar ka tohfa laaye hain Apnaalo ya thukra do, Pyaar ka tohfa laaye hain Badi door se aaye hain... Jo dilon ke naate hain, woh jode nahin jaate Jo dilon ke naate hain, woh jode nahin jaate Jod liye to phir tode nahin jaate Ye naate, ye naate Ye naate dil mein basaaye hain Pyaar ka tohfa laaye hain Badi door se aaye hain... Anjaane logon mein koyi saathi to milega Anjaane logon mein koyi saathi to milega Koyi to hoga jo humko samjhega Ye sapna, ye sapna Ye sapna dil mein sajaaye hain Pyaar ka tohfa laaye hain Badi door se aaye hain...

Mohammed Rafi کے مزید گیت

Mohammed Rafi →

متعلقہ بول