Jindagee Kwab Hai Tha Hame Bhee Pata
ID

Jindagee Kwab Hai Tha Hame Bhee Pata کے بول

صنفClassico
دورانیہ3:00
اصل زبانID
مناظر180
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

ID
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
jindagee kwab hai tha hame bhee pata par hame jindagee se bahut pyar tha sukh bhee the dukh bhee the dil ko ghere huye chahe jaisa tha rangin sansar tha aa gayee thee shikayat labo tak magar kise kehte toh kya kehna bekar tha chal pade dard dekar toh chalate rahe har kar baith jane se inakar tha chand din tha basera hamara yaha ham bhee mehman the ghar toh uss par tha hamsafar ek din toh bichhadana hee tha alvida alvida alvida alvida

Mukesh کے مزید گیت

Mukesh →

متعلقہ بول