Zindagi Ka Ajab Fasaana Hai
MS

Zindagi Ka Ajab Fasaana Hai کے بول

صنفClassico
دورانیہ3:56
اصل زبانMS
مناظر173
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

MS
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Zindagi ka ajab fasaana hai Rote-rote bhi muskuraana hai Zindagi ka ajab fasaana hai Ishq mein jaanate hain jaan gayi Phir bhi kahate hain aazamaana hai Kaisi mushqil hai koyi kya jaane Aag ko aag se bujhaana hai Zindagi ka ajab fasaana hai Dil lagaaya tha par na thi ye kabar Maut ka ye bhi ek bahaana hai Rote-rote bhi muskuraana hai Zindagi ka ajab fasaana hai Rote-rote bhi muskuraana hai

Mukesh کے مزید گیت

Mukesh →

متعلقہ بول