Ajab Si
ET

Ajab Si کے بول

دورانیہ4:03
اصل زبانET
مناظر8.7K
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

ET
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
[aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Hoo aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Dil ko banade jo patang saa se Yeh teri woh haawaien hai ]2x Aai aise raat hai jo Bhahut khushnaseeb hai Chahe jise door se duniya Woh mere kareeb hai Kitna kuch kehna hai Phir bhi hai dil mein Saawal hai kahin Sapno mein jo roj kaha hai Woh phir se kahun ya nahi Aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Hoo aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Dil ko banade jo patang saa se Yeh teri woh haawaien hai Tere saath saath esha Koi noor aaya hai Chand teri roshni ka Halka sa ek saaya hai Teri nazaron ne dil ka kiya jo hasar Asar yeh hua Abb inmein hi doob ke ho jau paar Yehi hai dua [aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Hoo aankhon mein teri Ajab si ajab si adayein hai Dil ko banade jo patang saa se Yeh teri woh haawaien hai ]2x

Om Shanti Om کے مزید گیت

Om Shanti Om →

متعلقہ بول