Abb Ke Hum
YO

Abb Ke Hum کے بول

صنفPop
دورانیہ4:56
اصل زبانYO
مناظر85
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

YO
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Abb ke hum bichrey to shayad kabhi khwabon mai milain Abb ke hum bichrey to shayad kabhi khwabon mai milain Jiss tarah sookhey huey phool Jiss tarah sookhey huey phool kitaabon mai milain Abb ke hum bichrey to shayad kabhi khwabon mai milain Tuu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa Tuu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa Tuu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa Dono insaan hain to kyoon itney hijabon mai milain Dono insaan hain to kyoon itney hijabon mai milain Find more lyrics at www.sweetslyrics.com Jiss tarah sookhey huey phool Jiss tarah sookhey huey phool kitaabon mai milain Abb ke hum bichrey to shayad kabhi khwabon mai milain Dhoond ujray huey logon mai wafa kay moti Dhoond ujray huey logon mai wafa kay moti Dhoond ujray huey logon mai wafa kay moti Ye khazaney tujhey mumkin hai kharabon mai milain Ye khazaney tujhey mumkin hai kharabon mai milain Jiss tarah sookhey huey phool Jiss tarah sookhey huey phool kitaabon mai milain

Sajjad Ali کے مزید گیت

Sajjad Ali →

متعلقہ بول