Pyaar Mein Tumne Dhoka
Deutsch

Pyaar Mein Tumne Dhoka کے بول

صنفClassico
دورانیہ3:53
اصل زبانDeutsch
مناظر202
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

DE
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Mukesh: Pyaar mein tumne dhoka sikha ye to bataao kaise Shamshad: Oye phool se ek bhanware ko uda kar, meine kaha ki aise Mukesh: Dil ka jalaana sikha tumne,ye to bataao kaise Shamshad: Shamm' a pe jalata tha parwaana, mein ne kaha ki aise Mukesh: Eji pyaar mein tum ne........ Mukesh: Tum hansate ho, hum rote hai,zulm ye sikha kaise Shamshad: Hanse phool aur roye shabnam, meine kaha ke aise Mukesh: Eji pyaar mein tum ne........ Mukesh: Pyaar sikha kar chhupana sikha ye to bataao kaise Shamshad: Jhalak dikhaa kar chhup gaee bijali, meine kaha ki aise Mukesh: Eji pyaar mein tum ne........

Shamshad Begum کے مزید گیت

Shamshad Begum →

متعلقہ بول