Chalo Tumko Lekar Chale
हिन्दी

Chalo Tumko Lekar Chale کے بول

صنفAlternativo Indie
دورانیہ3:16
اصل زبانहिन्दी
مناظر460
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

HI
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
chalo tumko lekar chale hum un fizao mein jahan meetha nasha hai taaron ke chaaon mein chalo tumko lekar chale hum un fizao mein jahan meetha nasha hai taaron ke chaaon mein chalo tumko lekar chale hum un fizao mein deti sarsarati in hawaon ke sang aao paas mere aana sapno ka safar hai mere dil ka yeh bhawar hai is mein doob jana zarasa tanha chupata ab mil gaya jahan meetha nasha hai taaron ke chaaon mein chalo tumko lekar chale hum un fizao mein madham roshni hai aur chanchal chandni hai chale aaona shabnam si chuban hai aur mehka sa milan hai door jao na sahana sahana tumhara sach ho gaya jahan meetha nasha hai taaron ke chaaon mein chalo tumko lekar chale hum un fizao mein jahan meetha nasha hai taaron ke chaaon mein

Shreya Ghoshal کے مزید گیت

Shreya Ghoshal →

متعلقہ بول