Allah Maaf Kare (feat. Shilpa Rao)
हिन्दी

Allah Maaf Kare (feat. Shilpa Rao) کے بول

صنفPop
دورانیہ3:21
اصل زبانहिन्दी
مناظر241
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

HI
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Tauba tauba tere pyar mein Lut gaya ikraar mein Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Dekha tujhe to saansein ruk gayin Sajde mein yeh aankhein jhuk gayin Teri ibadat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya ikraar mein Yeh din jawani ke, dil ki kahani ke Aise bitaata hoon main Tere khayalon mein, apne sawaalon mein Uljha sa jata hoon main Yeh din jawani ke, dil ki kahani ke Aise bitaata hoon main Tere khayalon mein, apne sawaalon mein Uljha sa jata hoon main Ho ladte ladte aankhein lad gayin Dil ki baatein aage badh gayin Thodi shararat ho gayi Allah maaf kare Meri to sudh-budh kho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah Mana zamana yeh deta hai tana yeh Thoda awaara hoon mein Jo bhi hoon jaisa hoon, aisa ya waisa hoon Ab to tumhara hoon main Mana zamana yeh deta hai tana yeh Thoda awaara hoon mein Jo bhi hoon jaisa hoon, aisa ya waisa hoon Ab to tumhara hoon main Ho aate jaate dekhoon tujhko Jaane hua hai yeh kya mujhko Sabse baghawat ho gayi Allah maaf kare Saari sharafat kho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah Hey tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tauba tauba tere tu lut gaya Hey tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gayi Allah maaf kare Tauba tauba tere tu lut gaya

Sonu Nigam کے مزید گیت

Sonu Nigam →

متعلقہ بول