Rock The World
English

Rock The World کے بول

صنفAlternativo Indie
دورانیہ3:57
اصل زبانEnglish
مناظر266
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

EN
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
We Will Rock You, We Will Shock You Yeh Hamari Duniyan Hai, Hum To Isi Mein Jeethe Hai Hum To Khushi Ki Suraayi Mein, Dard To Hum Peethe Hai Apna Andaz Yaaron Hai Saare Jahaan Se Judha…Hey Hey Hey Its Our World; Its Our World; Its Our World; Its Our World; Its Our World; We Will Rock You, We Will Shock You; We Will Rock You, We Will Shock You Josh-E-Junoon, Saason Mein Hai Khwaabon Mein Doobi Rahen Zindagi Soche Kabhi, Samjhe Kabhi, Kar Le Kabhi Thodi Aawargi Dhadkan Kahen, Mastiyon Ki Khed Hai, Chaahaton Ka Hai Nasha; Hum Sune Dil Ki Sadha Its Our World; Its Our World; Its Our World; Its Our World; Its Our World; We Will Rock You, We Will Shock You; We Will Rock You, We Will Shock You Yeh Hamari Duniyan Hai, Hum To Isi Mein Jeethe Hai Hum To Khushi Ki Suraayi Mein, Dard To Hum Peethe Hai Apna Andaz Yaaron Hai Saare Jahaan Se Judha…Hey Hey Hey Its Our World; Its Our World; Its Our World; Its Our World; Its Our World; We Will Rock You, We Will Shock You; We Will Rock You, We Will Shock You Kya Hai Galat, Kya Hai Sahin, Iski Humein Khoob Pehchan Hai Jo Bhi Kahen Nadaan Hamein, Sab Se Bada Woh Hi Nadaan Hai Diwaane Hai, Hum Jhuka De Aasmaan; Rok Le Tufaan Ko Jo Irada Hum Kare Its Our World; Its Our World; Its Our World; Its Our World; Its Our World; We Will Rock You, We Will Shock You; We Will Rock You, We Will Shock You Yeh Hamari Duniyan Hai, Hum To Isi Mein Jeethe Hai Hum To Khushi Ki Suraayi Mein, Dard To Hum Peethe Hai Apna Andaz Yaaron Hai Saare Jahaan Se Judha…Hey Hey Hey Its Our World; Its Our World; Its Our World; Its Our World; Its Our World; We Will Rock You, We Will Shock You; We Will Rock You, We Will Shock You

Sunidhi Chauhan کے مزید گیت

Sunidhi Chauhan →

متعلقہ بول