Sach Hui
FI

Sach Hui کے بول

صنفAlternativo Indie
دورانیہ5:01
اصل زبانFI
مناظر252
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

FI
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
pyaar dekar tune di hai mujhko zindagi tu mila hai to mile hai mujhko har khushi tere nazar me jab se li hai panah is dil mein tab se yun lagne lagaaa sach hui sach hui mein sach hui khwaab thi tere liye mein sach hui koi khayal thi ya parchaai koi shayaad sawaal thi mein dhundlaai koi tune mujhse pechaana mujhse jana mujhe apna liya mera matlab tune mujhe samjha diya sach hui sach hui mein sach hui khwaab thi tere liye mein sach hui koi gila nahi abb to naseeeb se jaana hai mene jo tujhko kareeb se paya hai jo tujhko mene payaliya hai khushiyo ka jahan teri nazaron ne khud ko paliya yahan sach hui sach hui mein sach hui khwaab thi tere liye mein sach hui

Sunidhi Chauhan کے مزید گیت

Sunidhi Chauhan →

متعلقہ بول