Hey Shona
Deutsch

Hey Shona کے بول

دورانیہ5:10
اصل زبانDeutsch
مناظر9.8K
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

DE
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Tumhein Pata To Hoga Tum Hi Pe Main Fida Hoon Tumhein Hai Jab Se Chaha Hawaon Mein Udta Hoon Tum Hi Mere har Pal Mein Tum Aaj Mein Tum Kal Mein Hey Shona Hey Shona Hey Shona Hey Shona Tumhein Pata To Hoga Ke Mere Dil Mein Kya Hai Chalo Kahe Deti Hoon Kabhi Nahin Jo Kaha Hai Tum Hi Mere Har Pal Mein Tum Aaj Mein Tum Kal Mein Hey Shona Hey Shona Hey Shona Hey Shona Tum Jo Gussa Bhi Karo To Mujhe Pyaar Lagta Hai, Jaane Kyun Main To Jo Bhi Kahoon Tumhein Ikraar Lagta Hai, Jaane Kyun Chhodo Bhi Yeh Ada Paas Aake Zara Baat Dil Ki Koi, Keh Do Na Hey Shona Hey Shona Hey Shona Hey Shona Saari Duniya Ko Chhod Ke Maine Chaaha Hai, Ik Tumhein Maine Zindagi Se Maanga Hai To Sirf Maanga Hai, Ik Tumhein Ab Isi Chah Mein Ab Isi Raah Mein Zindagi Bhar Mere, Tum Ho Na Hey Shona Hey Shona Hey Shona Hey Shona Tumhein Pata To Hoga Tumhi Pe Main Fida Hoon Tumhein Hai Jab Se Chaha Hawaon Mein Udta Hoon Tumhi Mere Har Pal Mein Tum Aaj Mein Tum Kal Mein Hey Shona Hey Shona Hey Shona Hey Shona Hey Shona Hey Shona Shona Hey Shona Hey Hey Shona Hey Shona

Ta Ra Rum Pum کے مزید گیت

Ta Ra Rum Pum →

متعلقہ بول