Khushiyaan Hi Khushiyaan
MS

Khushiyaan Hi Khushiyaan کے بول

صنفClassico
دورانیہ5:15
اصل زبانMS
مناظر255
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

MS
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Khushiyaan hi khushiyaan ho daaman me jiske Kyon na khushi se woh deewana ho jaaye Aise mubarak mauke par saathi Pesh duaon ka nazraana ho jaaye Der se samjha humko zamana Shukar karo samajh to gayaa Sang rahneka khwaab suhana Ban ke haqeeqat saj to gayaa Tum jo kaho to sari mehfil se keh de Palbhar mein mash-hoor afsaana ho jaaye Khushiyaan hi khushiyaan.... Koi kya jane humne kya kya Khel rachaaye tumhare liye Hum bhi kaisi kaisi manzil chod ke aaye tumhare liye Kaliyaan hi kaliyaan mehka do aise Ke abaad dil ka veerana ho jaye Khushiyaan hi khushiyaan.... Hans ke humri har bhool bhula dena Hum hai tumhre jab chahe bula lena Apno ki is mehfil mein ab Kaam hai kya begaanon ka Yeh duniya kya mol karegi Ek muflees ke armaanon ka Itni si hai bas apni tamanna Dil teri khushiyon ka parwaana ho jaye.

Udit Narayan and Lata Mangeshkar کے مزید گیت

Udit Narayan and Lata Mangeshkar →

متعلقہ بول