Naseeb Se (feat. Payal Dev)
हिन्दी

Naseeb Se (feat. Payal Dev) کے بول

صنفInstrumental
اصل زبانहिन्दी
مناظر58
Aaپڑھنے کی ترتیبات
متن کا سائز 18

اصل بول

HI
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
Naseeb se mila jo yeh tera saath hai Har pal mere honthon pe teri hi baat hai Haan Naseeb se mila jo yeh tera saath hai Har pal mere honthon pe teri hi baat hai Adhoora tha main ab poora hua Jabse tu mera ho gaya Gam khushi mein dhal gaye Tu jabse mere kareeb hai Paake bhi dhoondhu tujhe Khwahish yeh kitni ajeeb hai Gam khushi mein dhal gaye Tu jabse mere kareeb hai Paake bhi dhoondhu tujhe Khwahish yeh kitni ajeeb hai Khud se bichhadna mujhko acha laga hai Tujhme bikharna mujhko sacha laga hai Naseeb se mila jo yeh tera saath hai Har pal mere honthon pe teri hi baat hai Adhoora tha main ab poora hua Jabse tu mera ho gaya

Vishal Mishra کے مزید گیت

Vishal Mishra →

متعلقہ بول