Dil Ko Karaar Aaya (feat. Neha Kakkar)
Hindi

Dil Ko Karaar Aaya (feat. Neha Kakkar) lyrics

GenrePop
Duration4:11
Original languageHindi
Views7K
AaReading settings
Text size 18

Original lyrics

HI
Translation not available yet. Showing the original lyrics.
dua bhi lage na mujhe dawaa bhi lage na mujhe jabse dil ko mere tu laga hai neend raaton ki meri chaahat baaton ki meri chain ko bhi mere tune yun thaga hai jab saansein bharu main band aankhein karoon main nazar tu yaar aaya dil ko karaar aaya tujhpe hai pyaar aaya pehli pehli baar aaya o yaara dil ko karaar aaya tujhpe hai pyaar aaya pehli pehli baar aaya o yaara oo hmm har roz puche yeh hawaayein hum to bata ke haare kyun zikr tera karte hai humse taare har roz puche ye hawaayein hum to bata ke haare kyun zikr tera karte hai humse taare ab kisse hai tere inn hothon pe mere izhaar aaya yaara dil ko karaar aaya tujhpe hai pyaar aaya pehli pehli baar aaya o yaara aa dil ko karaar aaya tujhpe hai pyaar aaya pehli pehli baar aaya o yaara

More from Yasser Desai

Yasser Desai →

Related lyrics