Aur Kya Aur Kya
MS

Aur Kya Aur Kya 歌词

流派Pop
时长3:32
原文语言MS
浏览量422
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai Yeh rang saare hai bas tumhaare Aur kya, aur kya, aur kya Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai Yeh rang saare hai bas tumhaare Aur kya, aur kya, aur kya Eh hey hey, aah haa haa Tum aaye ho to dekh lo Naya naya sa lage yeh jahaan, ho Haan haan haan haan haan, oh ho Haseen haseen hai yeh zameen Dhula dhula sa hai yeh aasmaan Tum ho to hai yeh samaa Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya Dhadak raha hai dil mera Jhuki jhuki hai palkein yahan, ho Haan haan haan haan haan, oh ho Jo dil mein ho, voh keh bhi do Ruki ruki si hai yeh daastaan Jazbaat maange zabaan Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai Yeh rang saare hai bas tumhaare Aur kya, aur kya, aur kya

更多 Abhijeet

Abhijeet →

相关歌词