Badi Mushkil Hai
YO

Badi Mushkil Hai 歌词

流派Pop
时长5:32
原文语言YO
浏览量819
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

YO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Badi mushkil hai, khoya mera dil hai Koi usse dhoondke laaye na Badi mushkil hai, khoya mera dil hai Koi usse dhoondke laaye na Jaake kahan main rapat likhaaoon Koi batlaaye na Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon Badi mushkil hai, khoya mera dil hai Koi usse dhoondke laaye na Jaake kahan main rapat likhaaoon Koi batlaaye na Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon Deewaangi ki had se aage guzar na jaaoon Aankhon mein uska chehra, kaise usse dikh laaoon Voh hai sab se haseen, vaisa koi bhi nahin Mere khuda, uski ada hai badi qaatil Mujhe nahin pata chhaaya hai kya nasha Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon Sapnon mein aane waali baahon mein kab aayegi Kitne dinon tak mujhko aise voh tadpaayegi Dekhoon mudke jidhar, paaye voh hi nazar Meri dagar, mera safar, voh meri manzil Deewaana hai sama, jaage hain armaan Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon Badi mushkil hai, khoya mera dil hai Koi usse dhoondke laaye na Jaake kahan main rapat likhaaoon Koi batlaaye na Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon

更多 Abhijeet

Abhijeet →

相关歌词