Barsaat Bhi Aakar
EO

Barsaat Bhi Aakar 歌词

流派Pop
时长3:17
原文语言EO
浏览量616
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

EO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Barsaat bhi aakar chali gayi Baadal bhi garajkar baras gaye Barsaat bhi aakar chali gayi Baadal bhi garajkar baras gaye Par uski ek jhalak ko hum Ae husn ke maalik taras gaye Kab pyaas bujhegi aankhon ki Din raat yeh dukhda rehta hai Mere saamnewaali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai Afsos yeh hai ke voh humse Kuch ukhda ukhda rehta hai Mere saamnewaali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai Jis roz se dekha hai usko Hum shamma jalaana bhool gaye Ho, jis roz se dekha hai usko Hum shamma jalaana bhool gaye Dil thaamke aise baithe hain Kahin aana jaana bhool gaye Ab aath paher in aankhon mein Voh chanchal mukhda rehta hai Mere saamnewaali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai Afsos yeh hai ke voh humse Kuch ukhda ukhda rehta hai Mere saamnewaali khidki mein Ek chaand ka tukda rehta hai

更多 Abhijeet

Abhijeet →

相关歌词