Ek Baar Tum Aana
MS

Ek Baar Tum Aana 歌词

流派Pop
时长4:39
原文语言MS
浏览量248
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
phir bhale laut jaana mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana wahi ret ka ghar hai banana ek baar tum aana phir bhale laut jaana mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana wahi ret ka ghar hai banana chanda tha jahaan wahi hai abhi sitaaron ki jhilmil wahi chanda tha jahaan wahi hai abhi sitaaron ki jhilmil wahi jis mod pe ham mile the kabhi woh mod abhi hai wahi kajra lagana palken jhukana milana tera sharmana ek baar tum aana phir bhale laut jaana mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana chaha jo yahaan mila hai sabhi haan tumko magar kho diya chaha jo yahaan mila hai sabhi haan tumko magar kho diya sapanon ka shahar ho apana huaan ek tu hi na mera huaan mujhko manana khud ruth jaana dekha na tera itaraana ek baar tum aana phir bhale laut jaana mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana wahi ret ka ghar hai banana

更多 Abhijeet

Abhijeet →

相关歌词