Har Kasam Se Badi Hain
土耳其语

Har Kasam Se Badi Hain 歌词

流派Pop
时长5:41
原文语言土耳其语
浏览量335
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

TR
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
hain kasam pyar ki marke bhi is kasam ko na todenge ham har kasam se badi hain kasam pyar ki marke bhi is kasam ko na todenge ham chod denge zamane ki saari khushi saath tera kabhi bhi na chodenge ham har kasam se badi hain kasam pyar ki sanso mein hain sargam teri dhadkan mein tere nagmein sanam yeh zindagi kutch bhi nahi tere liya phir lenge janam dil ki kali khil hi gayi manzil hamein mil hi gayi aandhi jo aayegi woh laut jayegi toofan ko bhi modenge ham har kasam se badi hain kasam pyar ki marke bhi is kasam ko na todenge ham aankhein mili palkein jhuki jaana kaha ham kho gaye pehli nazar mein hamsafar ek dusre ke ho gaye chahat nahyi jagne lagi duniya hasi lagne lagi tode na tutega choote na chutega aaisa nata jodenge ham har kasam se badi hain kasam pyar ki marke bhi is kasam ko na todenge ham chod denge zamane ki saari khushi saath tera kabhi bhi na chodenge ham

更多 Abhijeet

Abhijeet →

相关歌词