Ho Gayi Taiyaar Hamari Army
EO

Ho Gayi Taiyaar Hamari Army 歌词

流派Pop
时长3:38
原文语言EO
浏览量245
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

EO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Maanegi na haar hamari army Ho gayi taiyaar hamari army Maanegi na haar hamari army Honsle baaroodon waale Saans mein hai jwaala Zindagi ne maara humko Maut ne hai paala Ho gayi taiyaar hamari army Maanegi na haar hamari army Sar jhukaaye baitha kyon bhula Mere meet muskura Saans koi haathon mein utha Naya geet gunguna Aandhi ko rok le toofan ko mod de Saare jahaan ko hum peechhe chhod de Aage hamesha badhti hi jaayegi Thehregi na yaar hamari army Ho gayi taiyaar hamari army Jaan se bhi pyaari hain humein Ek doosre ki jaan Ek duje ke liye sada Honge hum yahan qurbaan Aankhon mein khwaab hai seene mein josh hai Khushiyon ki raat hai ab kisko hosh hai Mudke kabhi bhi waapas na aayegi Jeetegi sau baar hamari army Ho gayi taiyaar hamari army Honsle baaroodon waale Saans mein hai jwaala Zindagi ne maara humko Maut ne hai paala Ho gayi taiyaar hamari army Maanegi na haar hamari army.

更多 Abhijeet

Abhijeet →

相关歌词