Kabhi Yaado Mein Aao
德语

Kabhi Yaado Mein Aao 歌词

流派Pop
时长5:27
原文语言德语
浏览量404
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

DE
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
kabhi yaadon mein aaoon kabhi khwaabon mein aaoon kabhi yaadon mein aaoon kabhi khwaabon mein aaoon teri palkon ke saaye mein aakar jhilmilaoon main wo khushboo nahin jo hawa mein kho jaaoon hawa bhi chal rahi hai magar tu hi nahi hai fiza rangeen bani hai kahaani keh rahi hai mujhe jitna bhulao main utna yaad aaoon kabhi yaadon mein aaoon kabhi khwaabon mein aaoon. jo tum na milti hota hi kya dhoond laane ko??? jo tum na milti hota hi kya dhoond laane ko??? jo tum na milti hota hi kya haar jaane ko??? meri amaanat thhi tum meri amaanat thhi tum meri mohabbat ho tum tumhein kaise main bhulaoon??? kabhi yaadon mein aaoon kabhi khwaabon mein aaoon teri palkon ke saaye mein aakar jhilmilaoon tadap rahe ho zamaane se muskaraane ko tadap rahe ho zamaane se muskaraane ko taras rahe ho zamaane se paas aane ko teri dhadkanon mein baskar teri dhadkanon mein baskar teri saans mein reh reh kar tumhein har pal sataaoon kabhi yaadon mein aaoon kabhi khwaabon mein aaoon teri palkon ke saaye mein aakar jhilmilaoon main wo khushboo nahin jo hawa mein kho jaaoon

更多 Abhijeet

Abhijeet →

相关歌词