Mere Khayalon Ki Mallika
印度尼西亚语

Mere Khayalon Ki Mallika 歌词

流派Pop
时长4:12
原文语言印度尼西亚语
浏览量267
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Chaaron taraf teri chhaiyaan re Thaam le aake baiyaan Chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan Mere khayalon ki mallika Mere khayalon ki mallika Chaaron taraf teri chhaiyaan re Thaam le aake baiyaan Chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan Aayi phoolon ke ras mein nahaake Laayi geeli si khushboo churaake Hey aayi phoolon ke ras mein nahaake Laayi geeli si khushboo churaake Teri aankhon mein hai halka sa nasha Tera roop meri nazron mein basa Mere khayalon ki mallika Mere khayalon ki mallika Chaaron taraf teri chhaiyaan re Thaam le aake baiyaan Chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan Jaadu chhaaya hai tera jaadu Kaabu dil pe nahin kaabu Hey jaadu chhaaya hai tera jaadu Kaabu dil pe nahin kaabu Sapnon ki pari itna to bata Rehti hai kahan tera naam hai kya Mere khayalon ki mallika Mere khayalon ki mallika Chaaron taraf teri chhaiyaan re Thaam le aake baiyaan Chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan Mere khayalon ki mallika Mere khayalon ki mallika Chaaron taraf teri chhaiyaan re Thaam le aake baiyaan Chaaron taraf teri chhaiyaan re chaiyaan

更多 Abhijeet

Abhijeet →

相关歌词