Waada Raha Sanam
ET

Waada Raha Sanam 歌词

流派Pop
时长6:02
原文语言ET
浏览量304
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ET
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
honge judaa na hum Chaahe na chaahe zamaana Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana Waada raha sanam, honge judaa na hum Chaahe na chaahe zamaana Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana In vaadiyon mein yunhi milte rahenge Dil mein vafa ke diye jalte rahenge Yeh maanga hai duaaon mein Kami na ho vafaaon mein Rahe teri nigaahon mein Likho na yeh fizaaon mein o saajana Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana Kaisi udaasi tere chehre pe chhaayi Kya baat hai jo teri aankh bhar aayi Dekho to kya nazaare hain Tumhaari tarah pyaare hain Hanso na mere liye tum Sabhi to yeh tumhaare hai o jaane jaan Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana Waada raha sanam, honge judaa na hum Chaahe na chaahe zamaana Hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana

更多 Abhijeet

Abhijeet →

相关歌词