Yeh Faasle Har Lamha Tadpaaye
德语

Yeh Faasle Har Lamha Tadpaaye 歌词

流派World Music
时长5:25
原文语言德语
浏览量248
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

DE
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Yeh faasle har lamha tadpaaye, din mein chubhe jine na de raat mein yeh karwate lekar dil so jaaye, yaadein teri jaage mere saath mein main kaise bataau, tanha ji na paau, tere bina o sanam o sanam yeh faasle har lamha tadpaaye, din mein chubhe jine na de raat mein mausam mere berang hai, bahaare meri tere sang hai jism khaali pada hai, jina mushkil bada hai, tere bina o sanam o sanam yeh faasle har lamha tadpaaye, din mein chubhe jine na de raat mein baahein teri ghar tha mera, kitna hasin safar tha mera tu jo milati nahi thi, saans chalati nahi thi, tere bina o sanam yeh faasle har lamha tadpaaye, din mein chubhe jine na de raat mein woh bitein huye manjar sabhi hai thehre huye nazar mein abhi woh tera mujhse kehna, abb nahi mujhko rehna, tere bina o sanam yeh faasle har lamha tadpaaye, din mein chubhe jine na de raat mein yeh karwate lekar dil so jaaye, yaadein teri jaage mere saath mein

更多 Adnan Sami

Adnan Sami →

相关歌词