Touch Me
HR

Touch Me 歌词

流派Alternativo Indie
时长5:18
原文语言HR
浏览量1.5K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HR
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Teekhi teekhi teri akhiyaan, Chhooke chhooke behkati hai, Dekh dekh naa yun mujhko, Hosh hosh le jaati hai, Deewaanaa dil kahin kho jaaye naa, Humse khafa koi ho jaye naa Touch me don't touch me don't touch me soniyaa - 2 Chhod chhod meri raahon ko, Taubaa taubaa dar lagtaa hai, Aisi vaisi teri baaton se, Ishq vishk saa jagtaa hai, Deewaanaa dil kahin kho jaaye naa, Humse khataa koi ho jaaye naa Touch me don't touch me don't touch me soniyaa - 2 Roke naa ruke, mere yeh kadam Tute naa kahin, jaanaa har kasam Rehne de zaraa, thodaa paas laa Paagalpan kare mann hai manchalaa Deewaanaa dil kahin kho jaaye na, Humse khafaa koi ho jaaye naa Touch me don't touch me don't touch me soniyaa - 2 Naa main hosh mein, naa tu hosh mein Behke naa kahin dono josh mein Sine mein kahin sholaa saa jale Yaaraa ishq pe kiskaa bas chale Deewaanaa dil kahin kho jaaye naa, Humse khataa koi ho jaaye naa Touch me don't touch me don't touch me soniyaa - 2 Teekhi teekhi teri akhiyaan, Chhooke chhooke behkati hai, Dekh dekh naa yun mujhko, Hosh hosh le jaati hai, Chhod chhod meri raahon ko, Taubaa taubaa dar lagtaa hai, Aisi vaisi teri baaton se, Ishq vishk saa jagtaa hai, Deewaanaa dil kahin kho jaaye na, Humse khataa koi ho jaaye naa Touch me don't touch me don't touch me soniyaa

更多 Alisha Chinai

Alisha Chinai →

相关歌词