Aate Aate
英语

Aate Aate 歌词

流派Pop
时长4:07
原文语言英语
浏览量490
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

EN
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
aate aate aa gaye paas hum jaate jaate le gaye tum sanam meri neende mere saare sapne le chalo mujhko bhi saath apne tum na maano to tum ko kasam aate aate aa gaye paas hum jaate jaate le gaye tum sanam chaahe dil maang lo chaahe jaan maang lo chaahe dil maang lo chaahe jaan maang lo na ji na na ji na haan ji haan maang lo aaj tum hum se sara jahan maang lo aate aate aa gaye paas hum jaate jaate le gaye tum sanam pass itne hai aata nahin kuch nazar pass itne hai aata nahin kuch nazar humko apni khabar na kisi ki khabar dhoond lena hume kho gaye hum magar aate aate aa gaye paas hum jaate jaate le gaye tum sanam meri neende mere saare sapne le chalo mujhko bhi saath apne tum na maano to tum ko kasam

更多 Alka Yagnik

Alka Yagnik →

相关歌词