Ae Mere Humsafar
英语

Ae Mere Humsafar 歌词

流派Pop
时长5:12
原文语言英语
浏览量2.2K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

EN
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ae mere humsafar, ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki Ae mere humsafar, ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan Kaise naa milegi manzil pyaar ki Ae mere humsafar, ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoomke kadam ek baar Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoom ke kadam ek baar Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar Roke kab ruki hai manzil pyaar ki Ae mere humsafar, ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki Ae mere humsafar, ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

更多 Alka Yagnik

Alka Yagnik →

相关歌词