Dekhne Waalon Ne
MS

Dekhne Waalon Ne 歌词

流派Pop
时长6:08
原文语言MS
浏览量700
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Dekhne Waalon Ne Kya Kya Nahin Dekha Hoga Mera Daava Hai Ke Tujhsa Nahin Dekha Hoga Jis Tarah Maine Teri Raah Taki Hai Barson Jis Tarah Maine Teri Raah Taki Hai Barson Yun Kisi Ne Tera Rasta Nahin Dekha Hoga Yun Kisi Ne Tera Rasta Nahin Dekha Hoga Dekhne Waalon Ne Kya Kya Nahin Dekha Hoga Mera Daava Hai Ke Tujhsa Nahin Dekha Hoga Jis Tarah Maine Teri Raah Taki Hai Barson Jis Tarah Maine Teri Raah Taki Hai Barson Yun Kisi Ne Tera Rasta Nahin Dekha Hoga Yun Kisi Ne Tera Rasta Nahin Dekha Hoga Dekhne Waalon Ne Kya Kya Nahin Dekha Hoga Mera Daava Hai Ke Tujhsa Nahin Dekha Hoga Din Ho Chaahe Raat Ho, Hum Dono Ka Saath Ho Honton Pe Mere Sanam, Bas Teri Hi Baat Ho Bas Tujhe Pyaar Doon, Bas Tera Naam Loon Baheke Jo Kabhi, Tujhko Thaam Loon Is Tarah Se Tujhe Palkon Mein Chhupa Loonga Main Chhupa Loonga Main Meri Aankhon Mein Sirf Tera Hi Chehraa Hoga Meri Aankhon Mein Sirf Tera Hi Chehraa Hoga Dekhne Waalon Ne Kya Kya Dekha Hoga Chhaayi Hai Kya Bekhudi, Yeh Dil Bhi Betaab Hai Khushboo Bikhre Phool Se, Bas Itna Sa Khwaab Hai Jab Tak Chhaaon Ho, Jab Tak Dhoop Ho Aise Hi Khilaa Tera Yeh Roop Ho Jis Tarah Meri Duaaon Mein Tujhe Maanga Hai Jis Tarah Meri Duaaon Mein Tujhe Maanga Hai Aise Rab Se Naa Kisine Tujhe Maanga Hoga Dekhne Waalon Ne Kya Kya Nahin Dekha Hoga Mera Daava Hai Ke Tujhsa Nahin Dekha Hoga Jis Tarah Maine Teri Raah Taki Hai Barson Jis Tarah Maine Teri Raah Taki Hai Barson Yun Kisi Ne Tera Rasta Nahin Dekha Hoga Dekhne Waalon Ne Kya Kya Nahin Dekha Hoga Mera Daava Hai Ke Tujhsa Nahin Dekha Hoga

更多 Alka Yagnik

Alka Yagnik →

相关歌词