Kisise Tum Pyaar Karo
MS

Kisise Tum Pyaar Karo 歌词

流派Pop
时长5:07
原文语言MS
浏览量1.3K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
kisise tum pyaar karo to phir izhaar karo kahin na phir der ho jaye kahin na phir der ho jaye kisipe aitbaar karo to phir ikraar karo kahin na phir der ho jaye kahin na phir der ho jaye yehi to dil churane ka andaaz hota hai ho ho ho ho ho kisise tum pyaar karo to phir izhaar karo kahin na phir der ho jaye kahin na phir der ho jaye mohabbat ka ghum hai mile jitna kam hai yeh to zamana nahin jaan paayega mera jo sanam hai zara berahem hain dekhe mujhe woh dard muskurayega dil ko aise dilbar pe bhi naaz hota hai ho ho ho ho ho kisise tum pyaar karo to phir izhaar karo kahin na phir der ho jaye kahin na phir der ho jaye mubarak sama hai khushi ka jahan hai yeh din koi to naya gul khilayega nazar se bayan hai yeh woh dastan hai chaahat ko kaise koi bhi chupayega aashiqo ki aankhon mein yeh raaz hota hai ho ho ho ho ho kisise tum pyaar karo to phir izhaar karo kahin na phir der ho jaye kahin na phir der ho jaye kisipe aitbaar karo to phir ikraar karo kahin na phir der ho jaye kahin na phir der ho jaye yehi to dil churane ka andaaz hota hai ho ho ho ho ho

更多 Alka Yagnik

Alka Yagnik →

相关歌词