Suno Na Dil Kya Kehta Hain
印度尼西亚语

Suno Na Dil Kya Kehta Hain 歌词

流派Pop
时长3:43
原文语言印度尼西亚语
浏览量729
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
suno na suno na dil kya kehta hain suno na suno na dil kya kehta hain suno na suno na dil jo kehta hain deewane ham bhi deewane tum bhi donon kare khul ke pyaar o mere yaar suno na suno na dil kya kehta hain kaho na kaho na dil jo kehta hain deewane ham bhi deewane tum bhi donon kare khul ke pyaar o mere yaar suno na suno na dil kya kehta hain yahi toh umar hain kaha pe nazar hain hamein dekho tum baar baar jawani ke din hain jawani ki raaten yeh hota nahi baar baar jawaan dhadkanein bhi yahi chahatein hai ke ham tum milein bas milein na tum kuchh socho na hum kuchh bhi soche jahaan dil kahen ham chalen chalo na chalo na achha mauka hain ho suno na suno na dil kya kehta hain mere paas tum ho toh dil keh raha hain ke aaise mohabbat karein mohabbat mein jaage mohabbat mein soye mohabbat mein jiye marein tumhari yeh baatein kyon behka rahi hain ke dil pe huaan kuchh asar behak na main jaaun kahi hadh se jyaada ke jaane do lagta hain darr daro na daro na dil yeh darta hain suno na suno na dil kya kehta hain deewane ham bhi deewane tum bhi donon kare khul ke pyaar o mere yaar suno na suno na dil kya kehta hain kaho na kaho na dil jo kehta hain tumpe marta hai yeh dil tumpe marta hain

更多 Alka Yagnik

Alka Yagnik →

相关歌词