Yeh Dil Toh Mila Hain
MS

Yeh Dil Toh Mila Hain 歌词

流派Pop
时长4:32
原文语言MS
浏览量748
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Yeh dil toh mila hain sirf tujhe pyar karne ke liye yeh aankhe milee hain bas teraa didar karne ke liye tauba meree tauba socha bhee nahee tha, aisa hal hoga ishk me yeh dil toh mila hain sirf tujhe pyar karne ke liye yeh aankhe milee hain bas teraa didar karne ke liye kyo jane kyo yu lagee lagan, badla meraa bekhabar hain mann ishk kaa hain yeh kaunsa makam, naa miley yaha ek pal aaram bechain karne laga hain yeh divanapan yeh dhadkam milee hain sirf tujhe pyar kare ke liye yeh aankhe milee hain bas teraa didar karne ke liye pyar ke galee khwab kaa shehar har jagah tujhe dekhe najar jor naa chale jasbat par de diya tujhe jano jigar tere bina abb toh mushkil hain ai meraa gujar yeh sanse milee hain sirf tujhe pyar karne ke liye yeh aankhe milee hain bas teraa didar karne ke liye tauba meree tauba socha bhee nahee tha, aisa hal hoga ishk me yeh dil toh mila hain sirf tujhe pyar karne ke liye sirf tujhe pyar karne ke liye

更多 Alka Yagnik

Alka Yagnik →

相关歌词