Zubaan Khamosh Hoti Hai
BR

Zubaan Khamosh Hoti Hai 歌词

流派Pop
时长8:43
原文语言BR
浏览量504
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

BR
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
--male-- zubaan Khaamosh Hoti Hai, Nazar Se Kaam Hota Hai - 2 isi Pal Ka Zamaane Mein Mohabbat Naam Hota Hai dekho Dekho Dekho Mujhe Pyaar Ho Gaya jaane Kab Kaise Ikraar Ho Gaya --female-- zubaan Khaamosh Hoti Hai, Nazar Se Kaam Hota Hai - 2 isi Pal Ka Zamaane Mein Mohabbat Naam Hota Hai dekho Dekho Dekho Mujhe Pyaar Ho Gaya jaane Kab Kaise Ikraar Ho Gaya --male-- haan, Dekho Dekho Dekho Mujhe Pyaar Ho Gaya jaane Kab Kaise Ikraar Ho Gaya --female-- yeh Voh Ehsaas Hai Jisko Na Lafzon Ki Zaroorat Hai jisse Paakar Lage Saara Zamaana Khoobsurat Hai zamaana Khoobsurat Hai --male-- mohabbat Naam Hai Jiska Adaaon Mein Dikhaayi De teri Dhadkan Ki Har Sargam Mein Yeh Mujhko Sunaayi De haan Yeh Mujhko Sunaayi De mere Honton Pe Jab Tere, Labon Ka Jaam Hota Hai - 2 isi Pal Ka Zamaane Mein Mohabbat Naam Hota Hai --female-- dekho Dekho Dekho Mujhe Pyaar Ho Gaya jaane Kab Kaise Ikraar Ho Gaya --male-- haan, Dekho Dekho Dekho Mujhe Pyaar Ho Gaya jaane Kab Kaise Ikraar Ho Gaya --female-- badal Jaate Hai Sab Aasaar Jab Yeh Pyaar Hota Hai bina Bole Hi Chaahat Ka Haseen Izhaar Hota Hai haseen Izhaar Hota Hai --male-- khayaalon Ki Haseen Vaadi Mein Jab Tum Gungunaati Ho meri Saanson Ke Dariya Mein Kayi Toofaan Laati Ho kayi Toofaan Laati Ho --female-- bahut Bechainiyon Mein Bhi Bada Aaraam Hota Hai - 2 isi Pal Ka Zamaane Mein Mohabbat Naam Hota Hai dekho Dekho Dekho Mujhe Pyaar Ho Gaya jaane Kab Kaise Ikraar Ho Gaya --male-- zubaan Khaamosh Hoti Hai, Nazar Se Kaam Hota Hai --female-- zubaan Khaamosh Hoti Hai, Nazar Se Kaam Hota Hai isi Pal Ka Zamaane Mein Mohabbat Naam Hota Hai --male-- dekho Dekho Dekho Mujhe Pyaar Ho Gaya jaane Kab Kaise Ikraar Ho Gaya --female-- dekho Dekho Dekho Mujhe Pyaar Ho Gaya jaane Kab Kaise Ikraar Ho Gaya --male-- haan, Dekho Dekho Dekho Mujhe Pyaar Ho Gaya --female-- jaane Kab Kaise Ikraar Ho Gaya

更多 Alka Yagnik

Alka Yagnik →

相关歌词