Channa Mereya
印地语

Channa Mereya 歌词

流派Pop
时长5:46
原文语言印地语
浏览量15.9K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Acha chalta hoon Duaaon mein yaad rakhna Mere zikr ka zubaan pe swaad rakhna Dil ke sandookon mein Mere ache kaam rakhna Chitthi taaron mein bhi Mera tu salaam rakhna Andhera tera maine le liya Mera ujla sitaara tere naam kiya Channa mereya mereya Channa mereya mereya Channa mereya mereya beliya O piya Mm. Mehfil me teri hum naa rahe jo Gham toh nahi hai, gham toh nahi hai Qisse humare nazdeekiyon ke Kam to nahi hai, kam to nahi hai Kitni dafaa subah ko meri Tere aangan mein baithe maine shaam kiya Channa mereya mereya Channa mereya mereya Channa mereya mereya beliya O piya Tere rukh se apna raasta mod ke chala Chandan hoon main Apni khushboo chodke chala Mann ki maya rakhke tere takiye tale Bairagi, bairagi ka sooti chaula Odh ke chala (Channa mereya mereya Channa mereya mereya Channa mereya mereya)

更多 Arijit Singh

Arijit Singh →

相关歌词