Hua Hain Aaj Pehli Baar (Ft. Amaal Mallik & Palak Muchhal)
印地语

Hua Hain Aaj Pehli Baar (Ft. Amaal Mallik & Palak Muchhal) 歌词

流派Pop
时长6:13
原文语言印地语
浏览量457
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
hua hai aaj pehli baar jo aise muskuraya hoon tumhe dekha toh jaana ye ke kyun duniya mein aaya hoon hua hai aaj pehli baar jo aise muskuraya hoon tumhe dekha toh jaana ye ke kyun duniya mein aaya hoon ye jaan lekar ke jaa meri tumhe jeene main aaya hoon main tumse ishq karne ki ijaazat rabb se laaya hoon zameen se aasmaan tak hum dhoondh aaye jahan saara bana paaya nahi ab tak khuda tumse koi pyaara zameen se aasmaan tak hum dhoondh aaye jahan saara bana paaya nahi ab tak khuda tumse koi pyaara baaton mein teri hain badmashiyan sab bewajah ki hain tarifiyaan main likh doon aasmaan par ye ke padh lega jahan saara hua na hoga ab koi yahan hum do sa dobara main duniya bhar ki taarifein tere sajde mein laaya hoon main tumse ishq karne ki ijaazat rabb se laaya hoon rabb se laaya hoon tu hai jo rubaru mere bada mehfooz rehta hoon tere milne ka shukrana khuda se roj karta hoon tu hai jo rubaru mere bada mehfooz rehta hoon tere milne ka shukrana khuda se roj karta hoon humko pata hai yeh nadaniyaan hain aawara dil ki hai aawariyan Yeah dil pagal bana baitha ise ab tu hi samjha de dikhe tujhme meri duniya meri duniya tu banja re hoon khushkismat jo kismat se tumhe aise main paaya hoon main tumse ishq karne ki ijaazat rabb se laaya hoon

更多 Armaan Malik

Armaan Malik →

相关歌词