Apna Desh Videsh Ke Aage Hath Naa Phailaye
SQ

Apna Desh Videsh Ke Aage Hath Naa Phailaye 歌词

流派Pop
时长4:07
原文语言SQ
浏览量389
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SQ
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Apna desh videsh ke aage hath naa phailaye aaj jahan hai ret kal wahan khet muskaraye aisa kee ganv ganv me ganga leharaye apna desh videsh mehnat ka hi nam hai woh jisko kismat kehte hain do hatho kaa khel hai woh jisko daulat kehte hain ham jahan pasina bahayenge moti wahan ugayenge nadiya bandh nahar nikale kushahali chhaye apna desh videsh desh ki har chiz hai apani kyo apne hatho se tode isko bachhana farz hai apna kyo sarkar par chhode apna bharat sara hame prant prant hai pyara aapas ke hi in dango me desh naa jal jayey apna desh videsh

更多 Asha Bhosle

Asha Bhosle →

相关歌词