Bag Me Kalee Khilee Bagiya Mehakee
FI

Bag Me Kalee Khilee Bagiya Mehakee 歌词

流派Pop
时长4:18
原文语言FI
浏览量269
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

FI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Bag me kalee khilee bagiya mehakee par hay rey abhee idhar bhanwara nahee aaya rah me najar bichhee behakee, behakee aur bewajah ghadee ghadee yeh dil ghabaraya baithhe ham toh arman jagaye sine me lakho tufan chhupaye mat puchhho mann ko kaise manaya sapne jo aaye tadapa key jaye dil kee lagee ko lehka key jaye mushkil se hamne har din bitaya ik mithhee aganee me jalta hain tan mann bat aaur bigadee barasa jo sawan bachpan gawa key maine sab kuchh gawaya

更多 Asha Bhosle

Asha Bhosle →

相关歌词