Ghunghat Kali Ka Na Khol Bhanware
MS

Ghunghat Kali Ka Na Khol Bhanware 歌词

流派Pop
时长5:43
原文语言MS
浏览量617
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ghunghat kali ka na khol bhanware, ghunghat kali ka na khol aur kahin ja ke dol, mera rup bada hai anamol ghunghat kali ka na khol re bhanware, ghunghat kali ka na khol kal hi toh maine bachapan ko chhoda, bachapan ko chhodaa kal hi toh maine bachapan ko chhoda nayi umango se naata hai joda komal kishori ko tu barajori mat kar daanwaadol ghunghat kali ka na khol bhanware ghunghat kali ka na khol re bhanware, ghunghat kali ka na khol rehati hu main sada aanchal sambhaale kahin koyi meri na kushbu uda le, kushbu uda le gun gun karati taano mein meri , pyaar ki boli na bol ghunghat kali ka na khol bhanware, ghunghat kali ka na khol aur kahin ja ke dol, mera rup bada hai anamol ghunghat kali ka na khol re bhanware, ghunghat kali ka na khol

更多 Asha Bhosle

Asha Bhosle →

相关歌词