Jab Saamne Tum Aa Jaate Ho
意大利语

Jab Saamne Tum Aa Jaate Ho 歌词

流派Pop
时长2:39
原文语言意大利语
浏览量2.3K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

IT
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Aaina dekh ke bole yeh sanwarne wale Ab to be-maut marenge mere marne wale Dekhke tumko hosh mein aana bhool gaye Yaad rahe tum aur zamaana bhool gaye Jab saamne tum Jab saamne tum, aa jaate ho Kya jaaniye kya ho jaata hai Kuchh mil jaata hai, kuchh kho jaata hai Kya jaaniye kya ho jaata hai Chaaha tha yeh kahenge Socha tha socha tha woh kahenge Aaye woh saamne to, kuchh bhi na keh sake Bas dekha kiye unhein ham Dekh kar tujhko yakeen hota hai Koi itna bhi haseen hota hai Dekh paate hain kahan ham tumko dil kahin hosh kahin hota hai Jab saamne tum Ho jab saamne tum, aa jaate ho Kya jaaniye kya ho jaata hai Kuchh mil jaata hai, kuchh kho jaata hai Kya jaaniye kya ho jaata hai Aa kar chale na jaana, aise nahin sataana De kar hansi labon ko, aankhon ko mar rulaana Dena na beqaraari dil ka karaar ban ke Yaadon mein kho na jaana tum intezaar ban ke, intezar ban ke Bhool kar tumko na jee payenge Saath tum hogi jahan jayenge Ham koi waqt nahin hain hamdam Jab bulaaoge chale aayenge Jab saamne tum Haa haa jab saamne tum, aa jaate ho Kya jaaniye kya ho jaata hai Kuchh mil jaata hai, kuchh kho jaata hai Kya jaaniye kya ho jaata hai

更多 Asha Bhosle

Asha Bhosle →

相关歌词