Tumhara Chahanewala Khuda Kee Duniya Me
MS

Tumhara Chahanewala Khuda Kee Duniya Me 歌词

流派Pop
时长5:30
原文语言MS
浏览量436
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Tumhara chahanewala khuda kee duniya me mere siwa bhee koyee aur ho khuda naa kare yeh bat kaise ganwara karega dil meraa tumhara jikr kisee aur kee jaban pe ho tumhare husn kee tarif aayina bhee kare toh mai tumharee kasam hai, ke tod doo usako tumhare pyar, tumharee ada kaa diwana mere siwa bhee koyee aur ho khuda naa kare woh din naa aaye ke mujhse kabhee juda hokar kisika pyar dobara kahee talash karo jukake sar ko kisee ajanabee ke shano par tum apne gam kaa sahara kahee talash karo karib dil ke tumhare kisee bhee halat me tumhare dil ko kabhee mujhse koyee thhes lage muje yakin hai, ayesa kabhee nahee hoga muje wafao pe apanee bada bharosa hai tumhara pyar hee de jaye naa kahee dhokha duwa yeh hain ke tumhara, khuda kee duniya me mere siwa bhee koyee aur ho, khuda n kare tumhara chahanewala khuda kee duniya me mere siwa bhee koyee aur ho khuda naa kare

更多 Asha Bhosle

Asha Bhosle →

相关歌词